Apple ne series of announcement kar diye Hain aapane naye MAC products ko le ke. ham log baat kar rahe hain M4 chip pe based Mac products.
Sabse badi announcement yah hai ki Apple ne Apple Intelligence ko launch kia h.jha Apple Intelligence aa rahi h with update of IOS 18.1 issi ke sath mein aapke pass mein agar M1 chip wala aur koi bhi new Mac hai to aap usmein bhi use kar sakte hain Apple intelligence ko. aur agr aapke pass A17 yaa ussee new wala koi vii I PAD h to uss me vi use kr ste h .
Apple me kaafi features dal diye gaye hain sabse pahli cheez ki kuch aise features hai Jo kavi Apple mein nahi thee.
Jaise ki iPhone me pheli baar call recording kr sakte h.
Photo me AI waale features vi h kaafi jagah chat gpt ki integration kar Di hai .
Agar aap camera button ko press and hold karte ho to aapka image search type chalu ho jata h isme aap kisi ko vi click karo ge to Google search kar sakte hain or ye feature iPhone 16 series me hi chalega kyunki unmen hi camera button hai.